Najar ne Najar ko Najar bhar ke dekha;
Najar bhi Jhuki; Sharmayi or ek Najrana, Najro se Najro ki or pheka;
Ab aalam ye hai ke har Najar me hame wahi Najar dikhai deti hai;
Par ye Najro ka dosh nhi; ye to sirf suruat karti hai;
asal me wo to dil hai jaha lahalahati pyar ki kheti hai
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
Wo raah hi kya jis par koi rahi nhi...
Wo sarhad hi kya jis par koi sipahi nhi...
parwah karna bhi jaruri hai unki lekin;
wo pyar hi kya gar usme thodi si LAPARWAHI nhi...
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
Bina mile uski tasveer bana sakta hu;
Bina mile uska haal bata sakta hu.
Are meri muhabbat me itni takat hai ki
uski aankh ke aansoo apni aankh se gira sakta hu..
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
Har shayri me chupa shayar ka kahi NAAM hota hai....
tanha hokar ke mahfil ko sajana hi uska ANJAAM hota hai.......
bhale hi duniya bada deti hai pyar ke dard dil ki GAHRAIYON me;
par wo uker deta hai ise sabdo ki PARCHAIYON me.........
shayd isiliye e 'deewana' ye shayar hi har baar BADNAAM hota hai....
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
Dushman gar ho samne to gun bhi chalani padti hai
botal ho jab samne to gale se lagani padti hai
chup rhne se kuch nhi milta hai e mere dost
gar patani ho mahbooba to dil ki kavita usko sunani padti hai....
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
kisi par marne ki fursat kise hai Fukra....
ab to aalam ye hai ki AAINE dekh ke hi fida ho jate hai....
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
A Scientific SHAYRI by a beginner Scientist....
kabhi kabhi sochta hoon ke
Kyu log LOVE and HEART ko aapas me relate karte hai;
LOVE ki paidaish HEART me hoti hai kyu aisa kahte hai;
mere vichar se Pyar ka shuruati deedar AANKHO se hota hai;
or wo KAAN hai jo Unki pyari pyari baaton me khota hai.
unki chuan ki feelings bhi SKIN ki gahraiyo me soti hai;
or HEART wo bhi nhi Jinke jariye pyar ki tamam seemaye cross hoti hai.
phir bhi log kahte hai ki pyar ke sabhi ahsas premi ki NAS NAS me bahte hain;
are sacchai to ye hai ke ye sabhi feelings ko proceed karne wale NEURONS bhi BRAIN me rahte hain....

No comments:
Post a Comment