Sunday, November 6, 2011

Pyar ki baatein bhi kuch azeeb hoti hain

Pyar ki baatein bhi kuch azeeb hoti hain,
Dimag se nhi samjhi jati ye to dilo ke kareeb hoti hain.

Ranjha tha pagal Heer ke pyar me,
Juliet ko kiya tha romiyo ne propose;
Majnu ne khaye the patther laila ke pyar me,
Shiri-Farhaad ne bhi kiya tha duniya ko oppose;
Par mil na paye ye kabhi; kyuki
Sacchha pyar karne wali jodiya kaha kushnseeb hoti hain......

Pyar ki baatein bhi kuch azeeb hoti hain......

Pyar ki baatein bhi kuch azeeb hoti hain......


Mar jate h pyar karne wale, lekin pyar ko kabhi rusba hone nhi dete;
Har sitam duniya ka sah lenge, par pyar ko kabhi khone nhi dete;
Or kabhi galti se pyar me hi mil jaye dokha to; chupa lete hain unki bewafa;
or jee lete h jindgi yu unki yado ke sahare; jaise ki yaade sajeev hoti hai......


Pyar ki baatein bhi kuch azeeb hoti hain......


Pyar ki baatein bhi kuch azeeb hoti hain......


                                                       - कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना' (दिसंबर १५, २००८)

4 comments:

  1. Ranjha tha pagal Heer ke pyar me,
    Juliet ko kiya tha romiyo ne propose;
    Majnu ne khaye the patther laila ke pyar me,
    Shiri-Farhaad ne bhi kiya tha duniya ko oppose.....

    .
    .
    .
    kapil tere bareme nahi likha tune.. tu bhi bahut bada premvir hai re.. likh deta..
    kapil gupta bhi tha ........

    ReplyDelete
  2. Par mil na paye ye kabhi; kyuki
    Sacchha pyar karne wali jodiya kaha kushnseeb hoti hain......

    loved the sentence...

    ReplyDelete