1) Badi hasarat thi ki dil me unke rah jau, par rah na saka.....
Badi hasrat thi ke jindgi me uske sath bhta chala jau lekin bah na saka......
Dil to hmne bhi badi shiddat se diya tha kabhi......
Bus badkismati itni thi ke, wo samajh na sake or m kah na saka....
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
2) Aaj bhi is dil me tera INTEZAAR baki h....
Sapno me dekha hi sahi; par kahi tera ikrar baki h....
Dhadak to kab se rha h ye dil; par wo saccha ek dildaar baki h....
Ye duniya bhi dekhti rah jayegi chand ki deewangi: Bus chand ka chakor se DEEDAR BAKI hai...
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
3) Kinare ke kinare bah gaye, hum tophir bhi tufani lahro me the.
Chadh gaye suli rah chalte, hum to phir bhi pahro me the.
Gila nhi saja ka jo mili ishk-e-husn ke karan kyuki,
Usne to apno ko nhi baksha, hum to phir bhi gairo me the....
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
4) Kahi badnam na ho jaye khuda, isiliye kabhi ibadat nhi ki....
Kahi ruth na jaye wo hamse, isiliye kabhi khilafat nhi ki....
Chahte to the karna hum unse deedar-e-ishq,
Par khi unhe nazar na lag jaye isiliye kabhi mohbbat nhi ki.....
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
5) Ada-e-husn ki bijliya yu na giraiye hampe.....
Teer-e-najar in aankho se yu na chalaiye hampe.....
Are marna hi h to yu hi mar dijiye....
Par ye husn ke paitre na aajmaiye hampe....
- कपिल कुमार गुप्ता 'दीवाना'
6) Ye kaisa bukhar ishq ka har tarf h chaya hua,
Kyu har aashiq h aaj mashuk ka tdpaya hua.
Aise milta to, mil jata har premi ko uska pyar, lekin
Do dilo ka rishta to h us khuda ka banaya hua..

No comments:
Post a Comment